Wasi shah. Use hum yaad ate hain faqat fursat ke lamhu me Magar ye baat bhi such hai use fursat nahi milti. Mirza Galib. Hum tasleem Karte hain hume fursat nahi milti Magar jab yaad karte hain tou zamana bhol jate hain. Allama Iqbal. Zamana bhol jate hain teri ek deed ki khatir Khayalu se nikalte hain tou sadiyan beet jate hain. Sageer. Sadiyan beet jati hain khayalu se nikal ne me Magar jab yaad ati hai tou ankhen bhig jate hain.